Meri zubaan pe hai jo, woh lafz hai tera
Aye khuda meri ghazal ka har harf hai tera.

Monday, 25 June 2012

Best Sad Poem

Aansoon ko aankhon se duur rakha hai,
Tamaam dard ko seene mein kaid rakha hai.
Laakh koshishon par bhi toota dil nahi judta hai,
Shayad shikvon ko hi maine apna dil bana rakha hai.
Tamaam dard ko seene mein kaid rakha hai.
Tanhaayi aur khiza ke sang rehna shayad accha hai,
Duniyaa ne toh meri parchaayi se bhi parhez rakha hai.
Aansoon ko aankhon se duur rakha hai,
Tamaam dard ko seene mein kaid rakha hai.

Hazaar sawaal jug karta par haal naa kisine puncha hai,
Syaahi ko jubaan aur kore panno ko meet bana rakha hai.
Tamaam dard ko seene mein kaid rakha hai.
phasaa parinda samandar kinaare behti hawa mein hai,
Dubu yaa udd jaaun kuch aisa haal maine bana rakha hai.
Aansoon ko aankhon se duur rakha hai,
Tamaam dard ko seene mein kaid rakha hai.

Aansoon ko aankhon se duur rakha hai,
Tamaam dard ko seene mein kaid rakha hai.

Thursday, 7 June 2012

Top Monsson Hindi Songs

If you are the one having GF/BF,
Make this monsoon quite romantic by staring in eye-depth of each others.
But If you are single like me,
Make your moments more Romantic with the tuft of bollywood songs, like few of these.
> Ishq Bina (Taal)
> In Dino (Metro)
> Bhaage Re Mann (Chameli) *****By Irshad Kamil (My most favourite)
> Jaadu Hai Nasha Hai (Jism)
> Khamosh Raat (Thakshak)
> Phir Mohabbat (murder 2)
> Baatein Kuch Ankahee Si (Metro)
> Bekhauf Mohabbat (Tum Milo Toh Sahi) *****By Irshad Kamil
> Ekk Ladki Bheegi Bhaagi Si (Chalti Ka Naam Gaadi)
> Jo Haal Dil Ka (Sarfarosh)
> Yeh Raat Yeh Chandani (Jaal 1952)
> Ab Mujhe Raat Din (Deewana)
> Kya Hai Mohabbat (Ekk Deewana Tha)
> Zohra Zabeen (Ekk Deewana Tha)
> Dekho Naa (Fanaa)
> Sun Liya (Emotional Attyachaar)
> Lamha Lamha (Ganster)
> Tere Bina (Guru)