Meri zubaan pe hai jo, woh lafz hai tera
Aye khuda meri ghazal ka har harf hai tera.

Thursday 18 September 2014

Aye doston tumhare masruf sheher se bahut duur,
Mera apna tanhaayi kaa karobaar hai.

Amit Valmiki

Thursday 4 September 2014

Jab sawaal zehen mein aaya
"Main kiska yaar hoon?"
Tab jawab mere dil ne paya
Main tanhaai ka shikaar hoon....