Meri zubaan pe hai jo, woh lafz hai tera
Aye khuda meri ghazal ka har harf hai tera.

Thursday 24 November 2011

Agar milna hota

Tere khatir rukna hota toh ruk jaate hum,
Yeh na samajh tune mujhe chod diya,
Agar milna hota toh mill hi jate hum.

Sapno mein tere kho jaate hum,
Raatein toh guzri kai,
Par kaash ek mein bhi so jaate hum.

Rahgir banke faasle tay kar lete hum,
Par manzil ka thikana kahaan,
Agar tu woh hoti toh tujhe mill hi jaate hum.

Silsile jo bane zanjiron se unhe bhi dekh lete hum,
Baandha mujhe pareshaaniyon se,
Bas tera saath hota toh unhe todd dete hum.

Ab mez apni parchaayi se baat karte hain hum,
Agar aa jati tu paas mere,
Toh tujhse guftagu kar lete hum.

Tere khatir rukna hota toh ruk jaate hum,
Yeh na samajh tune mujhe chod diya,
Agar milna hota toh mill hi jate hum.

Wednesday 23 November 2011

SAPNO MEIN TERE KHO JAATE HUM

Sapno mein tere kho jaate hum,
Raatein toh guzri kai,
Par kaash ek mein bhi so jaate hum.

Rahgir banke faasle tay kar lete hum,
Par manzil ka thikana kahaan,
Agar tu woh hoti toh tujhe mill hi jaate hum.

Silsile jo bane zanjiron se unhe bhi dekh lete hum,
Baandha mujhe pareshaaniyon se,
Bas tera saath hota toh unhe todd dete hum.

Ab mez apni parchaayi se baat karte hain hum,
Agar aa jati tu paas mere,
Toh tujhse guftagu kar lete hum.

Tere khatir rukna hota toh ruk jaate hum,
Yeh na samajh tune mujhe chod diya,
Agar milna hota toh mill hi jate hum.

Monday 14 November 2011

A quote for me...

“A man with vivacity may face fiasco.
But he should never be compared with a futile one.”

Friday 11 November 2011

I Am In Love lyrics

Song- I Am In Love
Film- Once Upon A Time In Mumbai
Lyrics-
Ho aaj kal tanha main kahan hoon, saath chalta koi
Uski hame aadat hone ki aadat ho gayi
Woh jo mila hai jab se uski sauhbat ho gayi
Ik zara masoom se dil ki aafat ho gayi
Sun le zara, sun le zara
Dil ne kaha, itna bas mujhe pata hai
I am in love, I am in love
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai

Ose boondhon mein tu hai, aankhein moondu mein tu hai
Dishaayon das tu hai, tu hi hai bas tu hai
Dil ka shehar tu hai, acchi khabar tu hai
Fursat ki hassi tu hai, jo bhi thi kami tu hai
Ose boondhon mein tu hai, aankhein moondu mein tu hai
Dishaayon das tu hai, tu hi hai bas tu hai
Dil ka shehar tu hai, acchi khabar tu hai
Fursat ki hassi tu hai, jo bhi thi kami tu hai
Tu hai mera, tu hai mera
Kuch main jaanu na, itna bas mujhe pataa hai
I am in love, I am in love
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai

Baadal pe chalta hoon main, girta sambhalta hoon main
Khwaishein karta hoon main, khone se darta hoon main
Jaaga na soya hoon main, musafir khoya hoon main
Kuch sarfira sa hoon main, budhu zara sa hoon main
Baadal pe chalta hoon main, girta sambhalta hoon main
Khwaishein karta hoon main, khone se darta hoon main
Jaaga na soya hoon main, musafir khoya hoon main
Kuch sarfira sa hoon main, budhu zara sa hoon main
Dil kya kare, dil kya kare
Tere bina, itna bas mujhe pata hai
I am in love, I am in love
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai......

Nagar bane

Nagar bane, bane sheher
Insaan toh kaafi,
Par insaaniyat nadarad har peher….

Aaj raaton mein sunati hai amma,
Khabar mili jo gali mein chori ki.
Socha maine rahe kahaan woh din,
Jab sunati meri maa raaton mein lori thi.

Safar mein kahaan lagta hai utna waqt,
Jitna air-port par suraksha jaanch mein.
Paasport visa karte hain hamara safar tay,
Panchiyon ki tarah hamari chaha yaa iccha nahi.

Nadiyon se koi kyon nahi punchta,
Are aayi tu desh se videsh kaise?
Yeh sawal bas insaano se hi hota hai,
Aaj kal waqt chal raha kuch aise.

Shayad nadiyaan aapas mein bhed-bhaav nahi rakhti,
Jaanti hain unka karam ek hi hai.
Jo bujhaani hai unhe vishaal samandar ki pyaas.
Par humein toh yaad hi kahaan apna faraz,
Jo farz hai apna insaaniyat bachane ka aaj.

Mujhe darr hai,
Kahin rah na jaye insaaniyat bas ek itihaas.
Isi ko banao apni jaat,apna majhab
Aao milkar rahe humsab aaj…..

Wednesday 9 November 2011

Ghar mere armaano ka,

Ghar mere armaano ka,
Maine banaya,usne toda.
Chal rahe the Raahon par,
Maine saath nibhaya,usne muhh moda.

Berukhi si zindagi thi,
Uske aane se ghata ke mausam chaye.
Par kahaan thi mujhe yeh khabar,
Ke bas aankhein hi namm hongi.

Dard hai,gila hai,
Shikvaayi se bhara dil,
Par shikayat ki fursat kahaan…..
Hosh hai,wajaah hai,
Use chhod dene ki,
Par dil ki itni himmat kahaan….

Fulon se jyada main khilta,
Agar who pal bhar ko hi aake na jaati.
Gulshan sa main bhi mehekta,
Agar who yaadon ke aanchal na bikherti.

Ghar mere armaano ka,
Maine banaya,usne toda.
-WRITTEN AND OWNED BY
 Amit Valmiki
(Writer Makes Difference)
jaa naama naa laUMgaa tora kBaI
tuJao caahugaa naa maoOM ifr kBaI
pr kr tu vaada maoro sanama
tU yaad na AaegaI ifr kBaI
idlaa tU yakIna basa kUC
Apnao #vaab naa ifr laaegaI kBaI
jaa naama naa laUMgaa tora kBaI
tuJao caahUMgaa naa maoOM ifr kBaI

Friday 4 November 2011

A Silent Invocation (from a bruished heart)

Your separation has broken my morale,
Remained incomplete, I was writing a tale.
I wanted to write an epic,
With the ink of your love that I couldn’t seek.

Your dreams are my nightmare,
In lonely to them I can’t bear.
Without you I am burning inside,
Take my writhe away on a ride.

Now I don’t want to live life with you,
Don’t send your memories even in few.
They are dagger on my rest and loneliness,
Now I will learn to live in the emptiness.

I have loosen my own identity,
To give you more importance than myself.
But, now I will live for me and for whom who cares for me,
You are no more there in my heart, it seems to me

(writer makes difference)